Friday 17 May 2013

Har Zulim Tera Yad Hai... Singer: Sajjad Ali

Click here to listen song


Her Zulm tera yaad hai , bhula to naheen hoon
Aye wada faramoosh , main tujhsa to naheen hoon


Sahil pay khaRay ho tumhain kya gham , chalay jana

Main doob raha hoon , abhi duba to naheen hoon



Aye wada faramoosh , main tujhsa to naheen hoon

Her Zulm tera yaad hai , bhula to naheen hoon



Chup chap sahi maslehatan, waqt kay hathoon

Majbor sahi, waqt se hara to naheen hoon



Ae wada faramoosh , main tujhsa to naheen hoon

Her Zulm tera yaad hai , bhula to naheen hoon



Muztar kyon mujhay deekhta rehta hai zamana

Deewana sahi, un ka tamasha tu naheen hoon



Aye wada faramoosh , main tujhsa to naheen hoon

Her Zulm tera yaad hai , bhula to naheen hoon




No comments:

Post a Comment