Monday, 4 May 2015

Saajna By Falak

Download song






Saajna.. Saajna...
Ek tujhko hi bas dekh kar
Bhooli mujhko hi meri nazar
Tujhko shayad nahi hai khabar
Tujhko jeete hain hum kis kadar

Jude jo tere khawab se
Toh toote hum neend se
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna
Tu haathon mein toh hai mere
Hai kyun nahi laqeeron mein
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna

Tere bina kabhi raatein na ho meri
Tere kareeb ho, mere yeh din sabhi (x2)

Jude jo tere khawab se
Toh toote hum neend se
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna
Tu haathon mein toh hai mere
Hai kyun nahi laqeeron mein
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna

Tu saath hai agar
Tanha kyu hai safar
Itna toh bata mujhe
Kyu hai mujhse bekhabar (x2)

Jude jo tere khawab se
Toh toote hum neend se
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna
Tu haathon mein toh hai mere
Hai kyun nahi laqeeron mein
Yeh kaisa tera ishq hai Saajna

Read more: http://www.lyricsmint.com/2013/02/saajna-falak-shabir-i-me-aur-main.html#ixzz3ZBXWQrAD

Saturday, 25 April 2015

Aisa Q hota hai... ?



Aisa q hota hai

Jab koi door hota hai

To

Har rishta qareeb lgta hai

Pyar barhta rehta hai

Rishto mai kashish hoti hai

Maqnatees ki trha hum jury hoty hain

Magar hpir Aisa q hota hai

Jab koi pas ata hai

Fasly pir q barhty hain

Umeedain toot jati hain

Waqt Any psr

Aarazoain satati hain

Aisa q hota hai

Sab kuch khatam hojata hai

Jab pyar amar hojata hai

Wo aag bhuj jati hai

Jo pyar ki pyas bhujati hai.........






Thursday, 11 December 2014

Ye hai Zindagi ka such




ye hai zindagi ka such

jo chaha wo kabhi paaya nahi!
jo paya wo kabhi socha nahi

jo socha wo kabhi mila nahi
jo mila raas aaya nahi

jo khoya wo yaad aata hai par
jo paya wo sambhala jata nahi

kyu ajeeb si paheli hai zindagi
jisko suljhany ka pata nahi

jivan me samjhota karna parhe
ye to koyi baii baat nahi

kyu k chubhta wahi hai jisme jaan hoti hai
akar to murd ki pahchan hoti hai

zindagi jeene ke do tarike hote hai

pahla jo pasand hai usko haasil karna sikh lo
or dusra jo hasil hai use pasand karna sikh lo

zindagi jeena aasan nahi hota
bina sangharsh koyi mahaan nahi hota

jab tak na parhye hathore ki chot
patthar bhi bhagwan nahi hota

zindagi bahut kuch sikhati hai
kabhi hansati hai to kabhi rulati hai

par jo har haal me khush rahte hai
zindagi unke aage sir jhukati hai

chahre ki hansi se har gam churao
bahut kuch bolo par kuch na chupao

khud na rutho kabhi par sab ko manao
raaz hai ye zindagi ka bas jeete chale jaao

yahi hai zindagi ka such




Saturday, 25 October 2014

Muskurane ki wajah tum ho

Muskurane ki wajah tum ho
Gungunane ki wajah tum ho
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na..
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na..
O re piya re..

O re lamhe tu kahin mat jaa
Ho sake toh umr bhar tham jaa
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa..
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa..
O re piya re.. piyaa re..

Dhoop aaye toh, chhaanv tum laana
Khwahishon ki baarishon mein
Bheeg sang jaana (x2)

Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re.. piya re..

Jo mile usme kaat lenge hum
Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum
Jo mile usme kaat lenge hum
Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re.. piya re..

Muskurane ki wajah tum ho
Gungunane ki wajah tum ho
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. piya re...
Piya re...
Wo o ho... oo...
Listen song
Read more: http://www.lyricsmint.com/2014/05/muskurane-citylights.html#ixzz3HB0nXfUm